جمعہ مبارک کہنے کا رواج ۔ مفتی عزیز الرحمن فتحپوری
Mufti Azizul Rehman Fatahpuri sahab jawab me JUMA KI FAZILAT bayan karne ke baat likhte hain . . .
. . . . . Kulasa ye khe JUMA ke din ki ahmiyat musallim hai. aur iss din ka kiya kiya ehtimaam hona chahiye, iss ka zikar bhi Hadis me neez Ulma ki tahreeron me batafseel milta hai. Mgar kahin bhi JUMA ki Mubarak baad dene ka koyi Tazkira nahi milta.
Agar ye mubarak Baad SHARA-AN pasandida amr hota, tow jahan dusri tafseelat milti hain, wahin iss ka tazkira bhi hota, magr mere naqis mutaliye ki had tak iss Mubarak baad ka koyi saboot nahi.
Agar sahab ki nazar me koyi riwayat ya maa'mul ho to zarur bakhabar karden, Warna Zahir hai " YE BE ASAL BAAT HAI. SHARA-AN ISS KI KOYI HAISIYAT NAHI" wALLAH - Aalam.
Mufti Azizul Rehman Fatahpuri - Muftiy-e-A'azam - Maharashtara. India.
ابھی تک ایک تبصرہ ہوا ہے جمعہ مبارک کہنے کا رواج ۔ مفتی عزیز الرحمن فتحپوری ”
اگر آپ (بلاگ اسپاٹ کی دنیا میں) نئے ہیں اور درج بالا تحریر پر آپ کا قیمتی تبصرہ کرنے کا ارادہ ہے تو ۔ ۔ ۔ Comment as میں جا کر“ANONYMOUS" پر کلک کر کے اپنا تبصرہ لکھ دیں – ہاں آخر میں اپنا نام لکھنا نہ بھولیں -
اگر آپ کے کمپوٹر میں اردو کی بورڈ انسٹال نہیں ہے تو اردو میں تبصرہ کرنے کے لیے ذیل کے اردو ایڈیٹر میں تبصرہ لکھ کر اسے تبصروں کے خانے میں کاپی پیسٹ کرکے شائع کردیں۔
مفتی صاحب کا رابطہ نمبر درکار ہے۔
ReplyDelete